1. 2451.
    0
    hmm hmm, hmm hmm hmm...

    chori chori hum gori se pyaar karengey
    chupke chupke dil ki baatein yaar karengey
    chori chori hum gori se pyaar karengey
    chupke chupke dil ki baatein yaar karengey

    aane waali, kabh aayegi koi de bataa
    dhoond rahe hain, jaane kabh se, hum uska pataa
    aaja aaja aaja aaja aaja aaja aa

    chori chori hum gori se pyaar karengey
    chupke chupke dil ki baatein yaar karengey
    aane waali, kabh aayegi koi de bataa
    dhoond rahe hain, jaane kabh se, hum uska pataa
    aaja aaja aaja aaja aaja aaja aa...

    chorus:
    mahiyaa, mahiyaa
    jaldi se aa ja sun mahiyaa
    mahiyaa, mahiyaa
    doli mein le ja sun mahiyaa...

    udit:
    ooo hoo hoo
    ooo hoo hoo

    ek na ek din mil jayeegi
    humko bhi sapno ki rani
    hmm hmm hmm
    hmm hmm hmm hmm hmm

    ek na ek din mil jayeegi
    humko bhi sapno ki rani
    aise shuru phir ho jayeegi
    pyase dilon ki prem kahani

    apni bhi shaamein rangeen hongi
    apni bhi subhein hongi suhaani

    abhijeet:
    pyaare pyaare dekh na pyaare
    din mein taare
    pyaar ki baazi koi na jeeta
    saare haare

    mar jayeega, mit jayeega
    kar na aisi khataa
    nahi mili hai, nahi milegi
    are teri woh dilruba

    aaja aaja aaja aaja aaja aaja

    udit:
    jaa, chori chori hum gori se pyaar karengey
    chupke chupke dil ki baatein yaar karengey

    chorus:
    chakh le, chakh le
    chakh le, chakh le

    udit:
    kitney haseen hain saare nazaarey
    kitney haseen hain jag ke isharey

    chorus:
    aa aa aa
    aa aa aa aa aa

    udit:
    hey hey, kitney haseen hain saare nazaarey
    kitney haseen hain jag ke isharey
    jis ki tamanna hai is dil ko
    aayengi jaane kabh woh bahaarein

    koi to ho jo raha mein roke
    koi to ho jo naam pukare

    abhijeet:
    pyaare pyaare, o mere pyaare
    tu ruk ja re
    tere jaise aashiq phirte, maare maare
    lut jayeege, bik jayeega
    de na aisi sadaa
    is dharti pe kahin nahin hai
    teri woh dilruba
    aaja aaja aaja aaja aaja aaja

    udit:
    jaa, chori chori hum gori se pyaar karengey
    chupke chupke dil ki baatein yaar karengey
    aane waali, kabh aayegi koi de bataa
    dhoond rahe hain, jaane kabh se, hum uska pataa
    aaja aaja aaja aaja aaja aaja...
    ···
   tümünü göster